Hey Guy's
Iss post me maine bataya hai ki kaise Aap Bina Computer Ke Typing Speed Badha Sakte Hai.Agar Apke pass Android Mobile Hai to Aap Kisi Bhi Exam ke liye apne MOBILE SE TYPING SPEED Badha sakte hai.
Kai compitition Exam me TYPING SPEED 35 WPM( WORD PER MINUTE) mangta hai.lekin Har ek pass laptop/ computer nhi hote hai jiske karna wo prectise nhi kar pate hai.
Lekin agar wahi apke pass mobile aur keyboard hai to aap ashani se APNI TYPING SPEED 30 + KAR sakte hai.
Typing Speed badhane ke liye aapko Regural Prectise Ki jarurat hoti hai.
Isliye yah post MOBILE SE TYPING SPEED KAISE BADHAYE pura padhe.

MOBILE SE TYPING SPEED KAISE BADHATE HAI : COMPUTER KE BINA BHI TYPING SPEED 35 + WPM KAISE KARE
Mobile se Typing speed badhane ke liye apko 4 chijo ki jarurat padegi.
1. Android Mobile
2. Keyboard ---- Buy From Flipkart
3. OTG ----- Buy From Flipkart
4. Net Connection
1. Android Mobile
2. Keyboard ---- Buy From Flipkart
3. OTG ----- Buy From Flipkart
4. Net Connection
Ab chaliye dekhte hai ki kaise mobile se typing kar sakte hai.
1. sabse pahle aapko Apne Smart phone me OTG connect karna hai.aur OTG se Keyboard.

3. Typingtest Me Click karne ke baad aapko 3 option milnge.
1. Apni Language select kare.
2. Time Select kare.kitna der me aap typing speed check karna chahte hai.
3. koi bhi ek Story choose kare.wahi apko type karna hai.

bas ab daily 1 hour bhi prectise karte hai to aap sure 30+ MObile se typing speed badha skate hai.
Typing Speed Badhane Ke liye Kuch Important Tip :
1. Typing Test jyda der tak na kare.1 hour daily ke liye bahut hai.
2. Shuru me apki Typing Speed 10+ bhi rah sakti hai.Nirash Na Ho kyuki typing speed achanka nhi badh sakti hai.Mujhe 35+ typing speed laane ke liye 2 month lag gye the.

3. dono site par typing Tutorial jarur padhe aur dekhe . ki kaise typing kiya jata hai.ungliyo ko keyboard me kaha rakha jata hai.
Image source:- Youtube
4. typing test ke sath sath typing Game bhi khele.
5. Chahe Aap Kitni bhi slow type karte ho, Bina keyboard ko Dekhe Hi type kare.
6. Aapko 10 ungliyo ko use karna hai.ek ungli se type krne ka aadat na banaye.
Shuru me typing speed matter nhi karta hai.

NOTE : Agar Apko ayah post achi lage to apni friend's pass jarur share kare.
No comments:
Post a Comment