You tube par tarah tarah ke video hote hai. koi funny.to koi emotional.old song se lekar new movies ki jaankari,sab kuch you tube par hote hai.hum sab chahte hai ki apne favourite you tube video ko download kr rakh le.taki jab chahe offline dekh sake.aaj mein ye bata raha hu ki aap apni khwahis kaise puri kare.
1.Aashani se download kre you tube video :
You tube se video download krne ke liye jyda kuch karne ki jarurat nhi hai. Bas do teen website ke jariye aap yaah kar sakte hai.
1-kissyoutube.com--- jab aap you tube video dekhte hai, to internet brower ke address bar me uska URL dikhayi deta hai.iski suruwat http//www.youtube.com se hoti hai.aapko bas address bar me URL change karna hoga.youtube.com ki jagah kissyoutube.com likh dena hai.then go click.iss tarah aap video download kar sakte hai..
yahi sara process chahe to dusri website ke sath bhi kar sakte hai.URL me kissyoutube.com ki jagah 3outube.com aapko likhna hoga.
2-http//deturl.com-- -ayah website open karne ke baad aapko yaaha enter URL link milega.isme aapko us you tube page ka URL yaani web address daalna hai,jis video ko aap download karna chahte hai.
2. DO-DO VIDEO SATH- SATH DEKHE:
Youtubedoubler.com website ke jariye aap do website eke sath dekh sakte hai.is site ke home page par do alag-alag video ki URL dale aur double up button click kare.dono video start ho jayenge.agar dono ka sound mix ho raha hai aur aapko disturb ho raha hai.to kisi eke ka sound mute kar sakte hai.
3.Audio me convert kar sakte hai video :
You tube ke video ko audio me change kar sakte hai.iske liye website vidtom3.com ko aap use kar sakte hai.isme enter video URL below to convert into mp3 ke aage diye gaye text me you tube video ka URL daalna hoga.then download button click karne ke baad video file audio me change ho jayegi.aur download mp3 dikhayi dega.click kare aur file download kar le.
you tube par mera channal subscibe jarur kare - Click Here
No comments:
Post a Comment