Recent Posts

LightBlog

Breaking

Saturday, September 23, 2017

Top 11 Best Mobile Application Jo Aapke Mobile Me Jarur Hona Chahiye



Aapko to malum hoga ki aaj kai sare app se hamari life Aasan ho gyi hai.Aaj hm Jaruri kaam Apne Smartphone Se jo karne lag gye hai.

       Badlate jamane ke karan aaj har kaam  Internet,Mobile se aasani se ho jata hai.Isliye Hame bhi jamane ke sath Update Rahna hoga . Taki hm piche na chot jaye.

   Hamare mobile me har tarah ke apps hote hai , lekin main jo apps aapko batane Wala hu , usse aapke mobile Secure ke sath sath Fun,entertainment , Learn , Usefull sab tarah se ho jayega. Aap kabhi bhi apne mobile se bore feel nhi karenge .
Top 11 Best Mobile Application Jo Aapke Mobile Me Jarur Hona Chahiye



Top 11 Apps For Android Mobile Phones:- Best Fun / education /Mobile  Apps

             Best App For Education
.

1. English To Hindi Dictionary :-

Agar Aap Ek Student Hai,To Ayah English to hindi dictionary Best hai. Kyuki isme aapko daily new word yaad karne diya jayega sath me jo  word aap find krte hai wo automatically save ho jate hai.
     Isme aap हिंदी To english me bhi word dhundh sakte hai.

2. Hindi Quiz : - Play Like KBC

Yah app student ke liye best isliye hai kyuki iss app ka use aap offline kar sakte hai aur daily quiz khel sakte hai jaise KBC me khela jata hai.isse hamri G.K increase Hoti hai.
                Download Here

3. Quora :

Agar aapke pass koi sawal hai jo aap personally kisi se puchna chahte hai yaa aap koi question ka answer janna chahte hai to Quora Ab Tak ka sabse shandar app hai.Main to jabardasti bolunga ki quora aap padho kyuki isse aapko har tarah ka knowledge increase kar sakte hai.

                Download Here


Jab bhi hame koi nayi chij malum hoti hai to kuch der baad hm use bhul jate hai lekin agar aapke mobile diary app rahegi to aap har chij ko note karne ki aadat daal denge jisse aapki Yaad karne ki sakti badhegi.

5.NewsDog :  Best News App learn & Earn

News dog App Se News Padhkar Paisa Kaise kamaye  iske bare me jaankari diya tha.Aapko jaan kar khusi hogi ki iss App Se Aap News padha kar Apna Mobile Recharge Bhi kar sakte hai.

         DOWNLOAD NEWSDOG


        Best App For Mobile  Security



1. Private Zone :-

Agar hamare pass  mobile  hai to kuch chij aise hote hai jise hum hide yaa lock karke rakhna pasand karte hai.taki uss chij ko koi delete yaa galat use na kar sake. Isliye Private Zone App se aap har app me aasani se lock ke sath sath Photo ,video ,call block bhi kar sakte hai.
     
             Download Here

2. Security :-

Yah app apke mobile ke liye anti virus ka kaam kregi. Isse aap apne ger jaruri data ko delete kar sakte hai jisse aapki Phone Memory Turant na bhar jaye.

     Best Jhakas  App For Smartphone


1. Disk Digger :- Best Photo Recovery App

Iss app ki help se aap aasani se delete huye data ko recover kar sakte hai.kyuki Yah Best Recovery App hai.

2. FLYSO :Handle  3 Social App In 1 App

Iss App ko install karne se sabse Jyda maza isliye ayega kyuki is app se aap Facebook , Twitter , Instagram Jaise Social Site ko Ek Hi app yani FLYSO me Handle kar skate hai. Aapko alag se fb,twitter, instagram ko install krni ki jarurt nhi hai.

3. Google Drive :- 

Google Drive ka Use kaise Karna hai yah to main pahle hi aapko bata diya hi.Agar aapke phone memory turant full ho jate hai yaa agar aap apne Photo,video,document Save Rakhna Chahte hai to Google Drive Aapke liye best Rahega.

4. Sing Karoke :- Apni khud ke awaj me Music ke Sath Gaana Gaaye

Maine Pichli post me bhi yah bataya tha ki kaise hum apne mobile se Khud ki awaj se music Ke Sath Gaana Kaise Banaye.


1 comment: